Blog post me custom URL kaise likhe

Blog post me custom URL kaise likhe

Jab aap koi blog posts likh rahe hote hai to us samay ek 'Permalink' automatically generate ho jata hai jo apki blog post ka url hota hai. Hamesha dhyan rakhe ki blog post ka url jyada bada nahi hona chahiye. Lekin jo url automatically generate hota hai wo apki blog post ka title hota hai. Agar blog post ka title chhota hai to pura title link me chala jata hai aur yadi post title ki length jyada hoti hai to uska shuru ka kuchh bhaag link me chala jata hai jo ki sensible link nahi hota. Ab sawal ye uthta hai ki kya ham post url ko change kar sakte hai ? Iska seedha sa jawab hai  'Yes' kar sakte hai, to chaliye seekhte hai kaise kar sakte hai.

Post url ko kaise  change karte hai ?

Is tips ko seekh lene ke baad aap apni post ka manchaha url likh sakte hai jise  'Custom url' kaha jata hai. Ise karne ke liye steps follow kijiye -
✔ Permalink icon par tap karo
✔ Revert to post par tap karo
( Ab apko Custom URL select karne ke liye  option mil jayega, use select karo )
✔ Custom URL ko select karo
Ab aap apni post ke liye kuchh bhi url type kar sakte hai, lekin dhyan rakhe ki url jyada bada nahi hona chahiye aur na hi post se hatke bina chahiye.
Ab aap post ko publish kar sakte hai aur ise view kar sakte hai ki url kya show ho raha hai.

Read more :
✔ Blog post me Label add kyo kare aur kaise kare
 Blogger par new blog kaise banaye
✔ Blog post likhne ka sahi tarika

0 Response to "Blog post me custom URL kaise likhe"

एक टिप्पणी भेजें

Thanks for your comments.

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel